Use Farooq Kehte Hain Lyrics ( Manqabat ) | Hafiz Tahir Qadri Lyrics

Use Farooq Kehte Hain Lyrics ( Manqabat )| Hafiz Tahir Qadri Lyrics

Use Farooq Kehte Hain Lyrics naat Lyrics

Use Farooq Kehte Hain Lyrics




Song Name Use Farooq Kehte Hain Lyrics
Singer(s) Hafiz Tahir Qadri & Hafiz Ahsan Qadri
Composer(s) Hafiz Tahir Qadri
Lyricist(s) Azhar
Music(s) None
Album Manqabat e Farooq e Azam
Music Label Hafiz Tahir Qadri

 

Use Farooq Kehte Hain Lyrics in Hindi


सलाम सलाम सलाम...
सलाम या उमर

या उमर या उमर
या उमर या उमर...

उमर का दामन ना छोडेंगे
उमर का दामन ना छोडेंगे...

ज़माना जनता है की मुरादे मुस्तफा हैं वो
निराली शान है उसकी खलीफा दूसरा है वो
अली भी जिसका हो जाए, उसे फारूक कहते हैं
जो दर काबे का खुलवाए, उसे फारूक कहते हैं।

गली गली नगर नगर
उमर उमर उमर उमर...

सितारों के बराबर नेकियां जिसकी बताते हैं
जिसे सिद्दीक़े अकबर जानशीं अपना बनाते हैं
जिसे फारूक कहकर प्यार से आका़ बुलाते हैं
जिसे दुनिया में जन्नत की बशारत भी सुनाते हैं
नसीबा ऐसा जो पाए, उसे फारूक कहते हैं
जो दर काबे का खुलवाए, उसे फारूक कहते हैं।

जिधर से देखिये फारूक, एक दफा गुज़र जाएं
नहीं शैतान के हिम्मत, की भूले से इधर जाएं
उमर तो नाम है ऐसा, मुनाफिक़ सुनकर डर जाए
उमर की मनकबत पढ़ दो, सबाई जल के मार जाएं
वो जिसका रोब छा जाए, उसे फारूक कहते हैं
जो दर काबे का खुलवाए, उसे फारूक कहते हैं।

उमर का दामन ना छोडेंगे
उमर का दामन ना छोडेंगे...


हदीस पाक में नामे उमर मनकूल है लोगों
उमर बाग़े रिसालत का हंसी एक फूल है लोगों
उमर सारे ज़माने में बहुत मकबूल है लोगों
उमर का नाम दुश्मन के लिए छितरोल है लोगों
मुनाफिक जिनसे घबरायें, उसे फारूक कहते हैं
जो दर काबे का खुलवाए, उसे फारूक कहते हैं।

गली गली नगर नगर
उमर उमर उमर उमर...

उमर फारूक़ का रुतबा सहबा में निराला है
उमर के अदल का गैरों में भी मिलता हवाला है
उमर की जुर्रते पैहम के आगे ख़म हिमाला है
उमर के नाम का अजहर जहां में बोल बाला है
जो जारी नील कर जाए, उसे फारूक कहते हैं
जो दर काबे का खुलवाए, उसे फारूक कहते हैं।

गली गली नगर नगर
उमर उमर उमर उमर...



Use Farooq Kehte Hain Lyrics in English


Salam Salam Salam...
Salam ya Umar

Ya Umar Ya Umar
Ya Umar Ya Umar...

Umar ka Daman Na chhodenge
Umar ka Daman Na chhodenge...

Zamana janta hai ki Murade mustfa hain Wo
Nirali Shan hai uske khalifa dusra hai wo

Ali bhi jiska ho jaaye Use, Farooq kahate Hain
Jo dar kaabe ka khulwaye, Use Farooq kahate Hain.

Gali Gali Nagar Nagar
Umar Umar Umar Umar...

Sitaron Ke barabar Nekiyan jiski batate Hain
Jise siddique AkbarJahnashi apna banate hain
Jisse Farooq kehkar Pyar se aaqa bulaate Hain
Jisse duniya mein jannat ki basharat Bhi sunaate Hain
Naseeba aisa Jo paye, Use Farooq kahate Hain
Jo dar kaabe ka khulwaye, Use Farooq kahate Hain.

Jaidhar see Dekhiye Farooq, ek dafa guzar jaayen
Nahin shaitan Ke himmat, ki bhule se idhar jaayen
Umer to naam hai aisa, munafiq sunkar Dar jaayen
Umer ki manqabat padh do, sabai jal Ke Mar jaayen
Wo jiska roab chha jaaye, use Farooq kahate Hain
Jo dar kaabe ka khulwaye, Use Farooq kahate Hain.

Umar Ka Daman Na chhodenge
Umar ka Daman Na chhodenge...

Hadise Paak mein naam hai umra manqool hai logon
Umar baaghe risalat ka hansi ek phool hai logon
Umar sare zamane mein bahut maqbool hai logon
Umar Ka naam dushman Ke liye chhitrol Hai logon
Munafiq jisse ghabrayen, use Farooq kahate Hain
Jo dar kaabe ka khulwaye, Use Farooq kahate Hain.

Gali Gali Nagar Nagar
Umar Umar Umar Umar...

Umar Farooq Ka rutba sahaba mein nirala hai
Umar Ke Adl Ka gairon mein bhi milta Hawala Hai
Umar ki jurrate paiham ke aage Kham Himalaya hai
Umar Ke naam Ka Azhar Jahan mein bol Bala hai
Jo jari Neel kar jaaye, use Farooq kahate Hain
Jo dar kaabe ka khulwaye, Use Farooq kahate Hain.

Gali Gali Nagar Nagar
Umar Umar Umar Umar...

Use Farooq Kehte Hain Video

 

 

*

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post
WhatsApp Channel Join Now
Telegram Channel Join Now