Duniya Ke Sab Yazeed Isi Gham Mein Mar Gaye Manqabat Lyrics | Shakeel Arfi

Duniya Ke Sab Yazeed Isi Gham Mein Mar Gaye Manqabat Lyrics,Duniya Ke Sab Yazeed Lyrics
Duniya Ke Sab Yazeed Isi Gham Mein Mar Gaye


Duniya Ke Sab Yazeed Isi Gham Mein Mar Gaye Manqabat Lyrics is written and represented by Sanakhwan e Mustafa Shayar e Islam Shakeel Arfi. These types of lyrics belongs to Manqabat, Manqabat Lyrics, Manqabat Lyrics in Hindi, Manqabat Lyrics in English.


Duniya Ke Sab Yazeed Isi Gham Mein Mar Gaye Manqabat Lyrics in Hindi

आंगन मिला मचान मिला छत नहीं मिली 
जब तक हमें हुजूर की निस्बत नहीं मिली।

आले नबी से फिर गए इज्ज़त नहीं मिली
जन्नत की आरजू़ मिली जन्नत नहीं मिली।

दुनिया के सब यजीद इसी गम में मर गए 
सर मिल गया हुसैन का बैअत नहीं मिली।

आक़ा ने सदिओ पहले कहा उनको बाबुल इल्म 
अबतक अली के घर में जहालत नहीं मिली।

गुम हो गए जो लोग किताबों की भीड़ में 
उनको किसी फ़क़ीर की सोहबत नहीं मिली।

खाके दरे अली न मिलाते थे इसलिए 
सुरमा फ़रोख्तों को बसीरत नहीं मिली।


Duniya Ke Sab Yazeed Isi Gham Mein Mar Gaye Manqabat Lyrics in English

Angan mila machan mili chhat nahi mili
jab tak hame Huzoor ki nisbat nahi mili.

Aale nabi se fir gaye izzat nahi mili
jannat ki aarzou mili jannat nahi mili.

Duniya ke sab yazeed isi gham me mar gaye
sar mil gaya Hussain ka baiat nahi mili.

Aaqa ne sadiyon pahle kaha unko babul ilm
abtak ali ke ghar me jehalat nahi mili.

Gum ho gaye jo log kitabon ki bhir me
unko kisi fakir ki sohbat nahi mili.

Khake dare ali na milate the isliye
surma farokhton ko basirat nahi mili.


Duniya Ke Sab Yazeed Isi Gham Mein Mar Gaye Video



*

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post
WhatsApp Channel Join Now
Telegram Channel Join Now